
letra de baat - adeetya
baat meri tu
sunn lena
iss baar hua agar dard
toh mein voh seh luga
kash meri tu
ruh chun leta
phir na hota yeh
khwaab mera ansuna
dekh meri inn aakhon mein
yeh dard sara chup….
kash kardeta baat
jo main keh na sakha
marham mila
kuch karna sakha
maine waqt diya
tu ruk na saka
maine baat suni
toh kehta raha
main paas hi tha
tu door gaya
♬♬
♬♬
♬♬
♬♬
baat meri tu
sunn lena
iss baar hua agar dard
toh mein voh seh luga
kash meri tu
ruh chun leta
phir na hota yeh
khwaab mera ansuna
dekh meri aankho mein
kaisi yeh chubte hai
dekhe sab kuch
par chup kyu rehte hai
dhundu khud mein jo
main paana chahu
bolu khud se main jo
main keh na chahu
ki baas tu
dekh meri inn aakhon mein
yeh dard sara chup
kash kardeta baat
jo main kеh na sakha
marham mila
kuch karna sakha
maine waqt diya
tu ruk na saka
maine baat suni
toh kehta raha
main paas hi tha
tu door gaya
♬♬
♬♬
♬♬
♬♬
baat mеri tu
sunn lena
iss baar hua agar dard
toh mein voh seh luga
kash meri tu
ruh chun leta
phir na hota yeh
khwaab mera ansuna
letras aleatórias
- letra de hepiend - eva braun
- letra de stand by me - tninety
- letra de crib in the sky - bashfortheworld
- letra de got me up 2 (sped up) - settwor
- letra de ich habe gerade mit dem hund gesprochen - ein die deswegen
- letra de filme - silla & karma030
- letra de palabras de papel - hvnvbi
- letra de никто не узнает (no one will know) - майкрайз (mycrise)
- letra de sexi skandal 1 - braća bez gaća
- letra de pauza - ian carte