letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de adhoori baat - abdullah iqbal

Loading...

verse 1

jawab kya dun un sawalon ka
jinka jawab tha nahi mere p-ss mein

ab tu hai na sath mein
aur na hi mjhe teri ab yaad aye

zamanay ko apne raaz kya dikhaye
aamaal ka hisaab bhi kya dein
zindagi mein bohot sabaq seekhe

log paison py hain marte
leking hum maa baap k liye jeete

bohat buray the woh puranay pal jo the beetay
kisi ko nasha ya kisi ko koi aur burai kheenche

jhoot bolne wala baap yahan
aur sach bolne wala sar ka dard

chars peene wala cool yahan
na peene wala banay na mard

aby bhai mai jo karun tu ja apna kaam kar
yahan akay bas tu mera baap na bun

yehi jawab sunte hain hum aaadatan
jab kuch sikhanay jaein kisi ko hum

bas yehi hain tumharay ghum
duniya dekho ghour se
tumhari ankhein bhi hongi num

kisi bhi category mein na ata abhi rap mein shumaar mera
naa chaiye fame naa tha koi attention seek plan mera

bas likhdun jo lag-y mjhe sach
paise kya krta kisi baray setup py mai kharch

bas bakdun saab ab mai mic py
woh bhi gaali dete jinhe kehte tum bhai the

mohaabat se zyada tou nafrat hai yahan
kahan kamyaab hounga mai jab log sunna chahein jhoot jahan

verse 2
farz na nibhaya jo mere sath the
galiyon k bina alfaaz na unke yaad the

jazbati apni batein sunaun tou woh the har waqt hanste
najanay kya the gunaah jo yeh saanp mein mjhe hi the dastay

ayi aqal aur mai nikla inke jaal se
kuch naya kra tou sirf andhere kaal the

zamanay ki parwa tou shru se nahi thi mjhe
zamanay se alag tha mai tabhi tou they yeh faaslay

bhool g-ya allah k ag-y mai jhukna kyun
aya bura waqt tou yaad tou yaad ayi usi ki kyun

kahin na kahin tou woh dill mein woh yaad hai
uski raah py chalay tou kamyaab warna barbaad hain

apne aaib py parday doosron k uchalte
kya yehi seekha akhir humne apne maa baap se

hun mai alag inse kyun k kaam mera hard hai
lakhon mein yeh talent bas kuch k hi paas mien

jazbaat hain yeh jisay sunog-y tum alfaaz mein
behtay hue lahoo ki ab ayi darkhuwaast hai

pehle apne saath the
ab woh naa saath mein

kya mai hun bura
yah woh mjhe haraanay mein hue nakaam the

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...