letra de rani baugh - aavrutti
hook
lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
log yahan jeeneko sabko salam kare
lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
inhein khudko nahi apne kal ki chinta
aake bahar phir dusron ke kaan bhare
lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
log yahan jeeneko sabko salam kare
lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
inhein khudko nahi apne kal ki chinta
aake bahar phir dusron ke kaan bhare
verse1
aate bahar aur kyu durson ke kaam kare
chalte ghar inke dusron ke naam par hai
de rahe hum jo bhavishya jaankar
voh dekh kuch pal mein banega jaan par hai
bane parchai kare bas peecha jo
hai sikhate kabhi khud nahi sikha jo
nyay alag aur kare insaaf
sab sach lage uska joh 10 baar cheekha toh
sab bharam nahi kiska dosh
yеh jo lalach bane nahi kiska dost
voh adalat ude jahan sabke hosh
aur dabakе sabko sab chalte roz
rahe janke yeh hoga nahi kam
agar rehna chain se toh mariye man
noche kala se jo ye kali duniya
yehi rani baugh bane bhediye hum
hook
lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
log yahan jeeneko sabko salam kare
lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
inhein khudko nahi apne kal ki chinta
aake bahar phir dusron ke kaan bhare
lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
log yahan jeeneko sabko salam kare
lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
inhein khudko nahi apne kal ki chinta
aake bahar phir dusron ke kaan bhare
verse 2
dhundha meine maqsad mera
mujhe dhun milake bas hai kehni kahaniyan
ghume nange pao pura sheher
bachpan se tha doston ne sab batadiya
bano deewar kabhi dhul se na hile jo
padhte khudko ab school mein na mile jo
yeh hai khel yahan khelneke ruke sab
hota afsos jo hath kiye dheele toh
nahi lagta waqt kuch bhi jaaneko
beethe gidh ban aur aate hai khaaneeko
nahi mehnat pe rakhte bharosa
aur kehte ke mushkil hai ajj kuch paneko
sachhai inhein waqif karayenge
bachne ke 70 bahane banayenge
lage raho yahan nahi kuch milta dhare
chaldiye waqt jo voh laut ke na aayenge
hook
lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
log yahan jeeneko sabko salam kare
lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
inhein khudko nahi apne kal ki chinta
aake bahar phir dusron ke kaan bhare
lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
log yahan jeeneko sabko salam kare
lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
inhein khudko nahi apne kal ki chinta
aake bahar phir dusron ke kaan bhare
letras aleatórias
- letra de amsterdam-noord - the don't touch my croque monsieurs
- letra de chopper - teddy killerz
- letra de áno - dms
- letra de bewitched - perception
- letra de el ig de la minita - briel (ve)
- letra de .ruis - erol
- letra de закалка (hardening) - слава кпсс (slava kpss)
- letra de small change - garry with two r's
- letra de love and light - junior bevel
- letra de odabent - mulató aztékok