![letras.top](https://letras.top/files/logo.png)
letra de aaroh - aag ki tarah
na koi humsafar hai
na koi raazdaan hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
mujhko jiski talaash hai
jaanay usko kiski aas hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
zindagi kay hazaar pehlu hain
zindagi hai kay aik afsaana
na suna saka kisiko
haal-e-zaar apna
na suna saka kisiko
haal-e-zaar apna
tera raaz khul na jaye
meray ghum ki daastan say
tera raaz khul na jaye
meray ghum ki daastan say
mujhko jiski talaash hai
jaanay usko kiski aas hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
na koi humsafar hai
na koi raazdaan hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
udaas aankhon main uska chehra hai
dil main bhi uski yaad baaqi hai
zara dil pay haath rakh kar
meray hamnasheen bata day
zara dil pay haath rakh kar
meray hamnasheen bata day
tujhay kya diya jahan nay
mujhe kya mila jahan say
tujhay kya diya jahan nay
mujhe kya mila jahan say
mujhe jiski talaash hai
jaanay usko kiski aas hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
na koi humsafar hai
na koi raazdaan hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
mujhko jiski talaash hai
jaanay usko kiski aas hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
na koi humsafar hai
na koi raazdaan hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
mujhko jiski talaash hai
jaanay usko kiski aas hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
na koi humsafar hai
na koi raazdaan hai
jalta hai mera dil
bus aag ki tarhan
letras aleatórias
- letra de wolf of the year - james francis
- letra de ça part de rien - zdrid family
- letra de skankin' - fortunate youth
- letra de gato negro - los estrella
- letra de intro - dj kay slay
- letra de metaphysical - awo shaman
- letra de where my love - tweedy
- letra de p.o.s. - (hed) p.e.
- letra de kirby with lyrics - brentalfloss
- letra de hold tight - bombshell