letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de khauf ka bazaar - 24k (rapper)

Loading...

will smith: (the separation of talent and sk!ll is one of the greatest misunderstood concepts for people who are trying to excel who have dreams that wanna do things, talent you have naturally, sk!ll is only developed by hours and hours and hours of beating on ya craft)

(verse – 1)

yeh, yeh, khauf ka bazaar, hai khauf hathyaar
kaun zimmedaar? hai umeedien hazaar
kaun insaan? kaun haiwaan?
is gand mahol mein hog-ya bezaar

khula hai dushman aur dushman beshumaar
hoga aatank ab khula hoga waar
akela hu main akela is bheed mein
is shauhrat ke liye bahut lambi hai qataar

hu gunehgaar
teri haar ke liye tu zimmedaar
hu tayyar main is jung ke liye
tayyar hu main bina koi auzaar

sshhh brrr! har ghalti ka hisaab
tayyar hu main bina koi auzaar
hu tayyar main aye bad-baqt
par kaun zimmedaar? kaun zimmedaar?

(pre-chorus)

koi nahi, zimmedaar hai koi nahi qusurwaar hai har koi
gunehgaar hai har koi, koi faraq nahi
kam nahi, hu main kisi se kam nahi badle dost par dushman wahi
badla waqt par dard wahi hai gham wahi

(chorus)

marham nahi zakhm pe hai bas dard wahi
badle dost par dushman wahi
badla waqt par dard wahi hai gham wahi

kam nahi, hu main kisi se kam nahi
badle dost par dushman wahi
badla waqt par dard wahi hai gham wahi, yeah! (x2)

(verse – 2)

yeh khauf ka bazaar
hai umeedien hazaar
kaun zimmedaar? k-k-kaun zimmedaar? (x2)

shatranj nahi yeh khel
yeh maut aur zindagi ki baat
dastak maut ne di hai khaas
sangemarmar ki hai buniyaad

na ab nashe ke kuch halaat na guftagu ki baat
hai ab ek hi sawaal bas
hai iska kaun ab zimmedaar?

(pre-chorus)

koi nahi, zimmedaar hai koi nahi qusurwaar hai har koi
gunehgaar hai har koi, koi faraq nahi
kam nahi, hu main kisi se kam nahi badle dost par dushman wahi
badla waqt par dard wahi hai gham wahi

(chorus)

marham nahi zakhm pe hai bas dard wahi badle dost par dushman wahi
badla waqt par dard wahi hai gham wahi kam nahi, hu main kisi se kam nahi
badle dost par dushman wahi
badla waqt par dard wahi hai gham wahi, yeah! (x2)

(outro)

yeh khauf ka bazaar
umeedien hazaar
kaun insaan? kaun haiwaan? kaun zimmedaar?
24k
thi wo toofaan se pehle ki khamoshi

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...