letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de dard - sonu nigam

Loading...

main dardon ko paas bithakar hi soun…
main dardon ko paas bithakar hi soun…

jo tujhe lagta baarish hai,
wo main hu jo roun…
jo tujhe lagta baarish hai
wo main hu jo roun…

mein dardon ko paas bithakar hi soun…

khushiyon se milna bhul gaye…
tum itna kyu humse door gaye…
koi kiran ikk din aayegi…
tum tak hum ko le ke jaayegi…

main raah pe aankh bichaa ke hi soun
main raah pe aankh bichaa ke hi soun…

jo tujhe lagta baarish hai,
wo main hu jo roun…
jo tujhe lagta baarish hai,
wo main hu jo roun…

main dardon ko paas bithakar hi soun…

pankh agar hote,
ud k chala main aata,
rukta na ek pal…
kaid ye kaisi khuda,
saans bhi rothi hai,
sinne mein aaj kal…
aaj kal…
aaj kal…
aaj kal…
aaj kal…
aaj kal…
aaj kal…

main dardon ko paas bithakar hi soun,
main dardon ko paas bithakar hi soun…
jo tujhe lagta baarish hai,
wo main hu jo roun…
jo tujhe lagta baarish hai,
wo main hu jo roun…

main dardon ko paas bithakar hi soun…
hmmm…
hmmmmm…

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...