letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de maula tera noor - shafqat amanat ali khan

Loading...

ye noor dard ki raahon men raushani bhar de
ye noor tooṭti saanson men zindagi bhar de
ye noor aankh men utre to ‘aaqibat bakhshe
ye noor rooh men utre to aakhirat bakshe

maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein
maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein

awwal se pahle aakhir ke baad
baatin ke andar zaahir ke baad
awwal se pahle aakhir ke baad
baatin ke andar zaahir ke baad
jis ka zuhoor roz-i azal roz-i nushoor

maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein
maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein

jalwah tera din rain mein
tarfain men qausain mein
jalwah tera din rain mein
tarfain men qausain mein
teri talab har nain mein
raushan kare jo koh-i toor

maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein
maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein

taabindah-tar shams o qamar
gum noor mein shaam o sahar
chamke shajar chamke hajar
taabindah-tar shams o qamar
gum noor mein shaam o sahar
chamke shajar chamke hajar
taabindah-tar shams o qamar
gum noor mein shaam o sahar
chamke shajar chamke hajar
aaye nazar nazdeek o door

maula tera noor
maula
maula tera noor
maula
maula (maula tera noor)
maula (maula tera noor)
maula

bhujne waali sab raaton mein apna roop dikha dega
taareeki ke toofaanon mein kashti paar laga dega
tu hi saahil tu hi manzil
tu hi har dam hai mera
tu hi mahram tu hi rahbar
tu hi haadi hai mera

maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath

maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath
maula tu hai mere saath

qismat miri badle ga ye ik din zaroor
maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein
maula tera noor
maula tera noor
saare jahaanon mein saare zamaanon mein

taabindah-tar shams o qamar
gum noor mein shaam o sahar
chamke shajar chamke hajar
taabindah-tar shams o qamar
gum noor mein shaam o sahar
chamke shajar chamke hajar
taabindah-tar shams o qamar
gum noor mein shaam o sahar
chamke shajar chamke hajar
aaye nazar nazdeek o door

maula tera noor
maula tera noor
maula tera noor
maula tera noor

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...