letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de school bolta hai sab ke liye apna darwaza kholta hai – shaan

Loading...

naye raaste aate hain, laate hain naye mod
naye raaste aate hain, laate hain naye mod
soch le phir bhi tujhko chalna hai roz
soch le phir bhi tujhko chalna hai roz

school bolta hai, school bolta hai
school bolta hai, school bolta hai
sabke liye apna darwaza kholta hai
school bolta hai, school bolta hai

paani mile to mitti hariyaali ban ke gaaye
suraj mile to dharti chaandi si jagmagaaye

paani mile to mitti haryaali ban ke gaaye
suraj mile to dharti chaandi si jagmagaaye
milta hai jab hawa se to ped dolta hai..
school bolta hai, school bolta hai
school bolta hai, school bolta hai

ooncha hai aasmaan to kad apna tu badha le
takra ke parbaton se rastaa naya bana le
ooncha hai aasmaan to kad apna tu badha le
takra ke parbaton se rastaa naya bana le
rastaa musafiron ke kadmon ko tolta hai
school bolta hai, school bolta hai
school bolta hai, school bolta hai

yeh waqt keemati hai aata nahi hai ja kar
naadan yeh khazana pachhtaayega ganwa kar
yeh waqt keemati hai aata nahi hai ja kar
naadan yeh khazana pachhtaayega ganwa kar
sone si umra ko kyun mitti mein rolta hai

school bolta hai, school bolta hai
school bolta hai, school bolta hai
sabke liye apna darwaza kholta hai
school bolta hai, school bolta hai
school bolta hai, school bolta hai.