letra de yaara - arnab dutta
yaara tu mujh mein yun basa
mujh mein rahi na meri jagah
faila hai tu meri rooh tak
tujh mein hi main jeene laga
tu ab mein hai
tu hi baad mein
tu hi rubaru
tu hi yaad mein
jitna tha main tera ho g-ya
apna bhi main na rahaa…
yaara tu mujh mein yun basa
mujh mein rahi na meri jagah
faila hai tu meri rooh tak
tujh mein hi main jeene laga
tu neend bhi
hai khwaab bhi
hai aankh mein meri
teri hi aag jal rahi
hai raakh mein meri
hansu teri khushi mein
tere gham mein roun main
tere hi saath jaagun main
tujhi mein soun main
jeena mera… marna mera…
tu hi toh hai ab mera
tu jo nahin kuch bhi nahin
tu hi toh hai sab mera
yaara tu mujh mein yun basa
mujh mein rahi na meri jagah
faila hai tu meri rooh tak
tujh mein hi main jeene laga
chale tu meri saans mein
safar tera hoon main
tu chhod ke na jaana mujh ko
ghar tera hoon main
rahega mere saath mujhse
waada kar le tu
aaj mujhse pyaar thoda
zyada kar le tu
tere bina kya hai mera
tu hi toh jahaan mera
meri zameen mera yaqeen
tu hi aasmaan mera…
yaara tu mujh mein yun basa
mujh mein rahi na meri jagah
faila hai tu meri rooh tak
tujh mein hi main jeene laga
tu ab mein hai
tu hi baad mein
tu hi rubaru
tu hi yaad mein
jitna tha main tera ho g-ya
apna bhi main na rahaa…
yara tu mujhme yun basa
mujhme rahi na meri jagah
faila hai tu meri rooh tak
tujhme hi main jeene laga
letras aleatórias
- loredana mozzik › letra de jedes mal - loredana & mozzik
- eleni drake › letra de flux - eleni drake
- night gaunts › letra de fractal jungle - night gaunts
- fight the vomit › letra de bridgeless - fight the vomit
- grigovor › letra de вкъщи - grigovor
- rod hardy › letra de doin numbers - rod hardy
- iron maiden › letra de death of the celts - iron maiden
- ywf ricky p › letra de wash us in the blood of christ (outro) - ywf ricky p
- ngatmombilung › letra de pingal - ngatmombilung
- sweet alice › letra de the mountain - sweet alice