letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de tune sanam kya kiya - various artists

Loading...

pyaar tune kya kiya,
chain mera liya

pyaar tune kya kiya,
chain mera liya
bepanah ishq se, waasta ho gaya
tera hi chehra, ab toh dikhe hai
naam tera hi, lab pe mere

pyaar tune kya kiya
khwaab dil ko, naya de diya
pyaar tune kya kiya
khwaab dil ko, naya de diya

hum toh chupke, tum ko dekha karte hai
baatein teri, bas socha karte hai

hum toh chupke, tum ko dekha karte hai
baatein teri, bas socha karte hai
dil kehta hai, sun ja tu humnawa
dil ke aangan mein, aaja na ek dafa

tera hi chehra ab toh dikha hai
naam tera hi, lab pe mere
pyaar tune kya kiya,
khwaab dil ko, naya de diya
pyaar tune kya kiya,
khwaab dil ko, naya de diya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...