letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de roja janeman - a.r. rahman

Loading...

roja jaaneman tu hi mera dil
tujh bin t-rs- naina
dilse na jaati hai yaadein tumhaari
kaise tum bin jeena
aankhon mein tu hai
aansu mein tu hai
aankhein band kar loon
to mann mein bhi tu hai
khwaabon mein tu
saanson mein tu
roja
roja jaaneman tu hi mera dil
tujh bin t-rs- naina
chhooke yoon chali hawa jaise chhoo gaye ho tum
phool jo khile thay vo shool ban gaye hain kyon
jee raha hoon aisliye dil mein pyaar hai tera
zulm seh raha hoon kyonki intezaar hai tera
tumse mile bina jaan bhi na jaayegi
kayamat se pehle saamne tu aayegi
kahan hai tu
kaisi hai tu
roja
roja jaaneman tu hi mera dil
tujh bin t-rs- naina
aankhon mein tu hai
aansu mein tu hai
aankhein band kar loon
to mann mein bhi tu hai
khwaabon mein tu
saanson mein tu
roja

thandi thandi ay hawa tera kaam kya yahan
meet nahin paas mein chaandni tu laut ja
phool kyon khilo ho tum zulf nahin vo yahan
jhuke jhuke aasmaan meri hansi na uda
pyaar ke bina meri zindagi udaas hai
koi nahin hai mera sirf teri aas hai
khwaabon mein tu
saanson mein tu
roja

roja jaaneman tu hi mera dil
tujh bin t-rs- naina
aankhon mein tu hai
aansu mein tu hai
aankhein band kar loon
to mann mein bhi tu hai
khwaabon mein tu
saanson mein tu
roja

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...