letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de rabba luck barsa - himesh reshammiya

Loading...

rabba luck barsa aur na

rabba, rabba
yeh kaha g-ya hai, likha hua hai, ki jode aasman mein bante hain
har insaan ka kahin na kahin, koyi na koyi saathi iss duniya mein hai
aur jab woh milte hain, toh iss qayenaat mein geet goonjte hai
uss ne bhi iss baat par tabi yakeen kiya
jab usne usse dekha, pehli baar

rabba luck barsa

mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa
mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa
rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
aur na tarsa tarsa
rabba luck barsa
rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

rabba, rabba

teri marzi ho kar ishq mukammal ho jaaye
dard-e-jigar ke dard ka, har masla hal ho jaaye
dil ki aarzoo hai saare faasle mita de
meri tanhaion ki mehfilein saja de
aur na tarsa tarsa
rabba luck barsa
rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

saath mere guzre huye lamhon ki parchaiyan
rahat rahat maangti dhadkan ki betaabian
pyaase pyaase armaano ko, koyi toh sila de
zindagi ki sehraon mein, boondh bikhra de
aur na tarsa tarsa
rabba luck barsa
rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

rabba, rabba.

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...