letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de namo namo (from "kedarnath") - amit trivedi

Loading...

jai shiv shambhoo

jai ho jai ho shankara
bholenath shankara
adi dev shankara
jai shivay shankara

tere jaap ke bina
bholenath shankara
chale ye sans kis tarah
jai shivay shankara
mera karm tu hi jane
kya bura hai kya bhala
tere raste pe m to
aankh mund ke chala
tere naam ki jyot ne
sara har liya tamas mera

namo namo ji shankara
bholenath shankara
jai triloknath shambhu
hey shivay shankara
namo namo ji shankara
bholenath shankara
rudradev hey maheshvara

sristi ke janam se bhi
pahle tera vaas tha
ye jag rahe ya na rahe
rahegi teri aastha
kya samay kya pralay
dono me teri mahanta
mahanta mahanta

seepiyon ki oot mein
bholenath shankara
motiyan ho jis tarah
hey shivay shankara
mere man mein shankara
bholenath shankara
tu basa hai us tarah
hey shivay shankara

mujhe bharam tha jo hai
mera tha kabhi nahi mera
aarth kya nirarth kya
jo bhi hai sabhi tera
tere saamne hai jhuka
mere sar pe hath rakh tera

namo namo ji shankara
bholenath shankara
jai triloknath shambhu
hey shivay shankara
namo namo ji shankara
bholenath shankara
rudradev hey maheshvara

chandrama lalat pe
bhasm hai bhujao mein
vastra bagh chaal ka
hai khadau panv mein
pyas ka or tujhe
ganga hai teri jataon mein
jataon me jataon mein

dusro ke vaaste tu sadev hi jiya
maanga kuch kabhi nahi
tune sirf hai diya
samudra manthan ka tha samay jo aa pada
dwand dono lok me visamrit pe tha chida

amrit sabhi me baant ke
pyala vish ka tune khud piya

namo namo ji shankara
bholenath shankara
jai triloknath shambhu
hey shivay shankara
namo namo ji shankara
bholenath shankara
rudradev hey maheshvara

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...