letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de kal ki daulat - 4 you

Loading...

kal ki daulat aaj ki khushiyaan
un ki mahafil apni galiyaan
asli kya hai naqli kya

hai puchho dil se mere
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere
kal ki daulat aaj ki khushiyaan
un ki mahafil apni galiyaan
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere

tod ke jhuthe naate rishte
aaya mai dilwalo me
sach kehta hun chor the
zyada daulat ke rakhwalo me
tod ke jhuthe naate rishte
aaya mai dilwalo me
sach kehta hun chor the
zyada daulat ke rakhwalo me
kal ki daulat aaj ki khushiyaan
un ki mahafil apni galiyaan
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere

us duniya ne baat na puchhi
is duniya ne pyaar diya
baitha man ke rajmahal
me sapno kaa sansaar diya
us duniya ne baat na puchhi
is duniya ne pyaar diya
baitha man ke rajmahal
me sapno kaa sansaar diya
kal ki daulat aaj ki khushiyaan
un ki mahafil apni galiyaan
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere
asli kya hai naqli kya
hai puchho dil se mere.

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...