letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de kaash - shaan

Loading...

har kisika koi hota sahara
har dil ka koi dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti
phoolo sa khilta jahaan
kaash aaisa hota
kaash koi na rota
kaash p-ss aakar
kaash koi na khota

kaash ke yu daal par phool murjhate nahin
kaash hota rang se hi saja jaha
ashq aur dard ke labj hote hi nahin
toot te na pyar ke khwab phir yahaan
tootne hi the agar kaash sapne hi jara kam hote

har kisika koi hota sahara
har dil ka koi dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti
phoolo sa khilta jahaan
kaash aaisa hota
kaash koi na rota
kaash p-ss aakar
kaash koi na khota

apni saari manzilein kaash mil jaati hamein
bhul humse na koi ek bhi hoti
kaash hota saathi zindagi bhar ke liye
chhoota na haath phir haath se kabhi
jo raha na saath toh kaash armaan bhi jara kam hote

har kisika koi hota sahara
har dil ka koi dil hota pyara
har raat ki ek subah hoti
phoolo sa khilta jahaan
kaash aaisa hota
kaash koi na rota
kaash p-ss aakar

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...