letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de hamari adhuri kahani (title track) - jeet gannguli

Loading...

paas aaye.
dooriyaan phir bhi kam naa hui
ek adhuri si hamari kahani rahi
aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
jaa mile. jaa mile.
ishq saccha wahi
jisko milti nahi manzilein. manzilein.

rang thhe, noor tha
jab kareeb tu tha
ek jannat sa tha, yeh jahaan
waqt ki ret pe kuch mere naam sa
likh ke chhod g-ya tu kahaan

hamari adhuri kahani.
hamari adhuri kahani.
hamari adhuri kahani.
hamari adhuri kahani.

khushbuon se teri yunhi takra g-ye
chalte chalte dekho na hum kahaan aa g-ye

jannatein agar yahin
tu dikhe kyon nahin
chaand suraj sabhi hai yahaan
intezar tera sadiyon se kar raha
pyaasi baithi hai kab se yahaan

humari adhoori kahaani
humari adhoori kahaani.
hamari adhuri kahani.
hamari adhuri kahani.

pyaas ka ye safar khatam ho jayega
kuch adhura sa jo tha poora ho jayega

jhuk g-ya aasmaan
mill g-ye do jahaan
har taraf hai milan ka samaa
doliya hain saji, khushbuein har kahin
padhne aaya khuda khud yahaan.

hamari adhuri kahani
hamari adhuri kahani.
hamari adhuri kahani.
hamari adhuri kahani.

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...