letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de dayya re dayya - naushad

Loading...

dayya ho dayya dayya ho re
dayya dayya dayya re.(4)

aashiq mere maine tujhse pyaar kiya re
dayya dayya dayya re.(4)

aankhon se chori chori izhaar kiya re
dayya dayya dayya re.(4)

main nazre milaaon to kaise milaaon

mujhe sharam aane lagi hai
na dekho to tujhko to kaise bachaon

meri jaan jane lagi hai
tere chaahaton main chanakti hi jaye

na mane nigodi yeh payal
mujhe bekarari satane lagi hai

kiya ishq ne mujhko ghayal
dayya dayya dayya re.(4)

tera naam leke guzarte mere din
tadap ke guzarti hai raate

mujhe yaad aate hai ab to hamesha
shararat bhari teri baatein
nayi pyaas banke mohabbat mein shola
labo pe bhadakta hi jaaye
deewana bada hai maanao to kaise
mera dil dhadkta hi jaaye
dayya dayya dayya re.(4)
tujhko chaaha maine tera deedar kiya re
dayya dayya dayya re.(4)
aashiq mere maine tujhse pyaar kiya re

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...