letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de gore rang ka zamana - ali haider

Loading...

gore rang ka zamana

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

gori gori baho ka
maja he kuch aur hai… haye

neeli neeli ankho ka
nasha he kuch aur hai

gori gori baho ka
maja he kuch aur hai

neeli neeli ankho ka
nasha he kuch aur hai

gore rang ka nazara
lage sab ko hi pyara
jara to kar tu ishara goriye
dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

sawala salona rang
kitno ko bhata hai… haye

jise dekho goriyo ke
piche chala aata hai

sawala salona rang
kitno ko bhata hai

jise dekho goriyo ke
piche chala aata hai

gore rang ka nazara
lage sab ko hi pyara
jara to kar tu ishara goriye
dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai haye

soyi soyi ankho ka
khumar yad rakhna.haye

mithi mithi bato ki
bahar yad rakhna

soyi soyi ankho ka
khumar yad rakhna

mithi mithi bato ki
bahar yad rakhna

gore rang ka nazara
lage sab ko hi pyara
jara to kar tu ishara goriye
dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori dar tuje kis ka hai
tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

tera to rang gora hai haye
tera to rang gora hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...